|
|
|
|
| Wednesday 20 August, 2008 |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
BE BASE
1st july ke raat ko audit karte hua maine paaya ke 1 guard (jiski duty 8 hrs.hoti hai) wo16-18 ghante kaam ker raha hai...mujhe laga ke kaheen ye farje OT to nahe le raha hai.. so maine verify karna chaaha ...aur maine uske boss ko use bhejne ko kaha.... aur wo aa gaya...wo abhe bhe duty per tha... maine usse poocha ke"tumko kaam karte kue thakaan ya neend nahe aati kya?" he said "sir jiske teen jawaan betiyaan hoti hain use neend aur thakaan nahe hote..."
wo chala gaya per mujhe neend nahe aaye...
kya waakaey jinkee jawaan betiyaan hoti hain unhe neend nahe aati...?
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|