"Aansu mein naa dhundhna hame,hum tumhe aankhon mein mil jaayenge,tamanna ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge…"
"Agar Hum Na hote to Gazal kaun Kehta?
Aapke Chehare ko kamal Kaun Kahata Yeto Karishma hai Mohabbat Ka,Warna Patthar ki Divar ko Tajmahal kaun kahata…”