|| usko chaaha bhi to ikrar karna nahi aaya
umr beet gae magar pyar karna nahi aaya
usne maanga bhi kuch to judaae maangi
aur hame inkaar karna nahi aaya...||
|| kuch lamho k liye aa jaao vaapus,hum dil ki kahani kah denge
samjhe naa tum aankhon se jo vo baat jubaani kah denge
jindaagee ek saza ho gae hai,tere gum me is kadar ko gae hai
tum aa jaao vaapus ye gujarish hai meri,mujhe tumhari aadat ho gae hai ...||
29.06.08